Skip to content

Latest commit

 

History

History
39 lines (28 loc) · 1.17 KB

85_Surah_Burooj.md

File metadata and controls

39 lines (28 loc) · 1.17 KB

Number 85: Surah Burooj

Classification: Makki Rukus: 2 Ayahs: 22 Subject: Kaafiron ko warning aor Muslamano ko sabit qadmi qaim rakhne ki talqain. Related Surah: 86. Surah Tariq

Background

  1. Yeh surah tab nazul hui thi jab kaafir musalmon par bohat zulm dha rahe thy.
  2. Is surah m Asehab-e-khudood (people of ditch) ka zikr kiya gaya hai.
  3. Yamen k yahoodi badshah ne bht 20,000 christains qatal kiye thy. Holocaust ki trh 523 A.D main.

‌Qasmein

  1. Aasmaan jo burjon wala hai.
  2. Aor qayamat k din ki.
  3. Jummay k din ki.

Asehab-e-khudood

  1. ‌Halak ho gye Asehab-e-khudood (khaeyaan khodne waly yahoodi).
  2. ‌Wo iman walo ko jala kr dekh rahe thy.
  3. ‌Unho ne to Allah se unteqam lene ki koshish ki aor toba bhi ni ki.
  4. ‌Unky liye jaham m jala dene wala azab hai.
  5. ‌Jinho ne iman laya unky liye baghaat hain.
  6. Asal qamiyabi wohi h.

Allah ki shaan

  1. ‌Allah ki pakr boht thos hai. ‌2. Woh bari muhabbat wala shan wala hai. ‌3. Jo irada krta hai krdena wala hai.

Kaafiron ka jutlana

  1. ‌Quran majeed me firon aor samood qoumo k zikr k baad b qafir jhutlaty e rahengy.
  2. Halan k Allah ne inko ghere me liya howa.